Dosto aaj mai aapko duniya ke behtarin low investment business ideas ke bare me Hindi me bata raha hu jo ki aapko crorepati bana dega. Bina paise lagaye ईंट Bricks supply ka business suru kare. Ye ek aisa without investment business hai jo ki aapko crorepati bana kar hi rahega. Doston aaj har jagah naye-naye buildings,ghar aur dukan ban rahe hai. Real estate construction me balu, gitti, ईंट, cement aur char ye 5 jaruri cheez lagta hai. Iske bina koi bhi building taiyar nahi ki ja sakti hai. Aaap inme se koi ek chej ka broking suru kar sakte hai.
Pahla kaam- Sabse pahle ye pata kare ki aapke city ya village me kaun aise log hai jo ki ईंट supply ka kaam karte hai. Iske baad unse mile aur kahe ki aap ईंट supply karna ka kaam shuru karna chahte hai wo aapko commision rate tay kar dega. Uske baad aap ek dairy me list banaye ki kaun sa ईंट ka kya rate hai. Supplier ka naam aur contact number jarur se likhe. Aap kam se kam se kam 2 ईंट supplier se contact me rahe taki aapko market ka rate pata rahe.
ईंट Bricks supply ka Kaam kaise shuru kare
Jab aap ईंट suppliers se confirm ho jaye tab to apna kaam suru kar sakte hai. Sabse pahle apna ek visiting card banaye. Us par Headline me ईंट suppliers likhe aur uske niche me apna naam aur contact number print karwa le. Ye visiting card ko apne dosto, rishtedaro aur apne aas-paas rahne wale logo ko de de aur unse kahe ki jab aapko ईंट ki jarut ho to aap mujse contact kare, Aap unhe aache keemat par ईंट supply karenge. Dhire-Dhire apna marketing badaye aur apne pass hamesa kuch visiting cards rakhe. logo se milte samay hamesha friendly nature banaye rakhe aur apne kaam ke bare me logon ko bataye aur sath hi apna visiting card ko logo ko dena na bhule. Jab logo ko pata chal jayega ki aap ईंट ka supply karte hai aur sath hi aapke milne-julne ka vyawar bhi bahut accha hai tab log aap se contact karne lagenge aur aapka kaam suru ho jayega.

Phone par business ki baat kaise kare
Jab aap apna visiting card logo ke bech me baant dete hain to log aapko phone karna suru kar dete hai. Aapke paas Jab bhi koi naye number se phone aaye toh hamesha acche se baat karke se baat kare , kuki aapki baat karne ka tarika he aapko ईंट ka order dilwa sakta hai. Log pahle ye swal karenge ki ईंट ka kya rate hai aur kuan sa ईंट ka aap supply karte hai. Isliye aap apne suppliers se hamesa contact me rahe aur ईंट ka current rate ko pata rakhey. Jab phone par deal tay ho jaye to unse ईंट lene wala ka naam, samay aur jagah aur contact number ko apne dairy me likh le.
Bricks ईंट ka supply kaise hota hai
ईंट ka supply tractor se hota hai. Iska rate ek trucker par load ईंट se hota hai. ईंट direct ईंट ka batti se aata hai aur tay jagah par deliver hota hai. Jab aap ईंट ka delivery kar de to apne commision rakh kar baaki ke paise ko aap ईंट suppliers ko de de. Is prakar aap ek paisa bhi lagaye bina hajaar rupyee ka ईंट deliver kar paise kama sakte hai.
0 Comments