Google Adsense ke liye kab apply kare taki approval aasani se mile

Kai baar log blog banate ke kuch hi din baad Google Adsense ke liye apply kar dete ha. Jis se unhe kabhi bhi Adsense account ke liye approval nahe milta ha. Chaliye hum aapko bata de aap kis parkar ek hi baar me Google's Adsense program ka account hasil kar sakte ha.



Popularity- Sabse pahle aapka blog ka popular hona bahut he jaruri hai. Jab aapke blog par comments aane shuru ho jaye to samaj lena chahiye ki aapka blog popular ho raha ha.

Traffic Rank- Apka blog ka traffic Rank bhi bahut accha hona chahiye. Aap apne blog ka traffic rank Alexa par check kar sakte ha. Alexa ek free traffic rank online tool hai jo ki Duniya ke sabhi website ki ranking karta ha.

Navigation- Aapke blog ka navigation system accha hona chahiye. Yaha navigation se matlab menu and categories se ha. Aapke blog par aap ki post ko padna aur kho jana aasan hona chahiye.

Design- Aapke blog ka design aur graphics accha hona chaiye. Sath hai apka blog mobile friendly bhi hona chahiye. Yani agar aapke blog ko smartphone par pade to yeh aache se khulna aur padne layak hona chaiye.

Original post- Sabse pahli aur jarurat ki baat aapka blog 100% original hona chahiye. Aapke blog par kisi dusre post ka copy kiya hua article nahi hona chahiye. Ager aap copy blogger ha bhi shayad aapke hone chahiye topic same ho to koi fark nahe padta ha.

Sitemap- Aapke blog ka sitemap google ke webmaster tool me listed hona chahiye. Sitemap aapke blog ko google me index kar leta ha. Jis se aapka blog Google ke search result me show karta ha.

Virus free- Apka blog hacked kiya hua nahe hona chahiye. Yani ap ka blog internet par safe hona chaiye. Aap apne blog ke madhyam se kisi prakar spamming to nahe kar rahe ha iska khayal rakhna chahiye.

SEO- Apka blog SEO friendly hona chahiye, yani ki aapke blog ka post google to search results me aasani se mil jana chahiye. Agar apka blog SEO friendly nahe hai to aap pahle apne blog ke articles ko edit karke SEO friendly bana le.

Articles- Aapke blog par jo kuch likha ho wo interesting aur kaam ki chije hona chahiye. Aapka blog dusro ko sikhne aur padne layak hona chahiye. Isliye

Time- Apne blog ko Adsense ke liye apply karne ke liye thoda time le. Kuch mahine tak blogging me practise karte rahe, apna focus blogging par rakhe na ki paise kamane par. Jab aap experience ho jayega to idea apne aap aane shuru ho jayenge.

Mere bataye gaye saare tips ko dhyan me rakhe ge to aap Google Adsense se approva ek hi baar me mil jayega. Maine bhi apne website ke liye apply kiya aur muje ek hi baar me approval mil gaya. In saare tips ke alwa aapko Google Adsense ke website par jakar iske policies ke baare me bhi Pad lena chahiye. Good luck dosto.

Post a Comment

0 Comments